hindi sayari, dard bhari sayari
hindi sayari, dard bhari sayari
kaun kehta hai ki aashuwo me wajan nahi hotaek v aashu girta hai to maan haalka ho jata hai
na zid hai na gurur hai hamen
bas tumhen paneki surur hai hamen
ishq gunnah hai to galti ki hamne
ab koi vi saza do to manjur hai hamen
kabhi ro lene do apne kandhe par sar rakhkar hamen
ki dard ka pahad hamen sambhala nahin jata
kab tak chhupa ke rakhe aakhome ese
ki aanshuwoka samandar ab sambhala nahi jata
deep me agar noor na hote
tanha dil agar majboor na hote
to aapke kadmome jhukadete sitare
agar aasman ki uchai itna dur na hote
utar ke dekh meri aakhoki gahraiyome
sochna mere bareme ratki gahraiyome
agar ho jaye meri chahatka yesas tumhe
to milega mera aksh teri parchhayeeome
0 Comments
Write Down Your Responses